JNU Mein Tum
— yaadon ka campus, jahan mohabbat ne admission le liya tha...

JNU, sirf ek jagah nahi tha,
wo ek bahana tha tumhare kareeb hone ka,
ek aisa campus
jahan har path pe, har patte pe,
tumhari hansi ki goonj ruki thi...
Jab hum pehli baar gaye the,
tumne mere baalon mein phool सजाया था —
main toh hairaan...
par tum toh meri muskaan sambhalne mein माहिर thi।
Tumne baal बनाए थे,
aur humne selfies li thi,
aur haan... hehe,
hum kisi aur की ID से entry किए थे —
jaise mohabbat bhi kabhi chhup kar andar aa jaye।
JNU पहुँचना आसान नहीं था,
कितनी बार hum bus का इंतज़ार करते थे,
धूप हो या थकान —
बस tum saath ho,
toh हर सफर मंज़िल सा लगता था।
Aur humne socha tha —
sunrise dekhenge...
par mila toh sunset ही,
PSR rocks pe बैठे —
tumhare पास,
tumhari आँखों में आसमान को ढलते देखा।
हम हँसे,
थोड़ा खेले,
और हाँ —
वो मोर की आवाज़...
जो तुम्हें परेशान करती थी —
पर फिर भी tum wahi rukti thi,
क्योंकि main wahan tha।
Ek baar hum पीछे jaake बैठे the —
बस हम दो,
तुम्हारा lunch था,
mere haath mein —
aur tum meri नजरों में…
Sunset hua —
पर मोहब्बत तो कब की उग चुकी थी।
फिर वो रात का JNU —
वो शांति,
वो रस्ते,
जैसे हमारे मन का नक्शा बन गए हों।
Aur ek subah,
jab hum मंदिर के बाद bike pe gaye the,
tumne झूला झूला tha,
aur woh line boli thi —
“Samsa, Meri Sakhi…”
Tumhe accha laga tha —
par mujhe...
tum acchi lagti ho, har pal, har pehlu mein...
Comments